Maut hamari zindagi ka khatima nahin, woh ek naye marhala-e-hayat ka aaghaz hai.

Aadmi agar sirf apni maut ko yaad rakhe to woh kabhi sarkashi na kare. Kaamyab ijtimaai zindagi ka wahid raaz yeh hai ke aadmi apni had ke andar rehne par raazi ho jaye aur maut bila shuba isi haqueeqat ki sabse behtar muallim hai.

Maut hamari zindagi ka khatima nahin, woh ek naye marhalay e hayat ka aagaaz hai.

Ye duniya ka marhala kisi ke liye tamam musibaton se zyada badi musibat ka aaghaz hoga aur kisi ke liye tamam rahton se zyada badi rahat ka darwaza.

 

Roman English

Subscribe

CPS shares spiritual wisdom to connect people to their Creator to learn the art of life management and rationally find answers to questions pertaining to life and its purpose. Subscribe to our newsletters.

Stay informed - subscribe to our newsletter.
The subscriber's email address.

leafDaily Dose of Wisdom